See how we take care of our customers' experience with reliability, top quality and more
Yahan par staff aur sir, maim bahot achche h, khana saada aur ghar jaisa hai, is Sanstha ne meri soch aur Jeevan ko puri tarah Badal diya, main bahot SukraGujar hu is Sanstha ka ki mujhe Nasha mukt aur khushaal Jeevan diya, ghar me meri izzat bhi bafh fyi jo Nashe ke Karan Chali fyi thi, Yahan ki classes bahot achche se Hoti hain, aur Routine ke Karan mere Jeevan ko nayi Disha Mili....
~ Gulabi M
Bhut hi achhe staf hai . Audio video classe counselling sbhi bhut achhi hoti hai mere mitr ko es se bhut aram mila, or aaj wo rashmi mam ke karn 5 saal se sowar hai. Or samy samay pe rashmi mam se counsclling lete rhte hai. Or suraj sir se bhi guidance bhi lete rhte hai.thank you sir or mam. N thankyou sooooo much avtar time.
~ VAIBHAVI S
Mere ghar ke kam wali bai ka pati bhut nasha karta tha us ki halt bhut kharab ho gya tha livar pura kharab ho gya tha or aaj wah achhe se hai us ke pariwar wale avtar nasha mukti ka bhut abhar mante hai ye shabd us pidit pariwar ki yad se mai bol rha hu kyu ki wo khud nhi jante ki wo kaise abhar vayakt kare
~ Damodar S
Achcha treatment hota hai Sudhar bhi Hota Hai bahut Sare Logon Ko Yahan Se Aaram mila hai personality development karne ki acchi Jagah Hai Ghar Parivar se jodna aur ghar ke sanskaron ko bhi Sikhaya jata hai Jo log ghar ka kamkaj mein Sahyog Nahin Karte unko Chhote mote Ghar Ke kamkaj Bhi sikhaye Jaate Hain jisse Ghar Ke sadasyon ki madad kar sake
~ Vinita d
बहुत ही अच्छा लगता है यहां आने के बाद मैं बहुत अच्छा हु पहले से यहां अच्छा खाना रहने की उचित व्यवस्था समय पर सारी सुविधा मिल जाती है काउंसिलिग क्लास मेडिटेशन से भूत आराम मिला मुझे मैं ललित आज बहुत ही सुखी जीवन जी रहा हूं अवतार नशा मुक्ति की टीम के कारण बहुत ही अच्छा सेंटर है
~ yukti p
Mera pati bhut nasha karta tha aaye din jhagda ladae to jaise unki adt ho gyi the par ek din mujhe mere paeosi ne avtar nasha mukti kendra ke bare me bataya tb se aaj ka din hai ham bhut sukhi hai aisa chamtkar kiya 5 mahino me ki hamari jindagi hi badal gyi ham bht khush hai
~ Mita Z
I was admitted in this Nasha mukti Kendra lst year the experience over there was very nice because it was not the 1st time I was admitted in a Nasha multi Kendra..."the facilities are very good in this Nasha multi Kendra according to any other rehab becoz the day start over there with yoga then it goes to breakfast then audio video class then counciling then lunch then normal class then meditation and between all dis things there we get time to rest and watch television apart from these things the staff and the special doctors are available 24 his and on weekend movies and extra caricullar activities was also held" which I didn't see where I was admitted before perhaps due to help of dis rehab I m leading today a different life and a happy life with my family which was missing due to my addiction so I am very great full to this rehab who changed my life...thank you everyone over there the staff and all for making me a different person today
~ RAHUL R
Mere ek friend vivek ko marijuana ki bahut gandi lat lag gayi thi, sharir barbaad ho chuka tha.....
I contacted him and yes aaj 6 mahine huye hai, use behtar feel ho raha hai.... I recommend this centre for de addiction.....his parents are also happy.
~ Vijayant K
में जिस तरह यह आया था और मेरे ही दोस्तो ने जो नशे के लात में मुझे लगा दिया और यह एक मुझे जो ट्रीटमेंट दिया में भूत बहुत धन्यवाद देता हूं आप सभी अवतार नशा मुक्ति केंद्र को और रश्मी मैडम को जिस तरह आपने मुझे समझाया कॉन्सलिंग ले कर dr मिथुन दत्ता सभी को मुझे एक नया और खुशहाल जीवन देने के लिए मेरी ओर मेरे पूरा परिवार आपको धन्यवाद देता है आप सभी का बहुत महत्व है मेरे इस नए जीवन के लिए ...... आपने मुझे जो भी बताया है में आज ऊन सभी को इससे अलग रहने केलिए बता रहा हूं जो आपने मुझे बताया है. आपका धन्यवाद,
~ Vinit P
Aapki sikhayi baato ke wajha se ek naya life mili mujhe thankyou so much sir aapne sach kaha family se Jayda important or koi nhi ye mujhe wapis aane ke baad ehsas hua nashe se mera pura jevaaan kharab hua tha thankyou aap sabhi kaa
~ Vicky H
Achha center hai elaj bhi bhit achha hai councellor or Dr care takers or Puri Avtar ki teem bhut achhi hai or kafi helpful hai. Duste center ki tulna me ye bahut achha nase se sudhar matlb sirf sudar hi hota hai
~ C M
Raipur ka sabse acha rehab centre.. Main yahan counselling de raha hun aur input classes bhi leta hun... yahan ka vatawaran kaafi positive hai aur logon ko yahan se thik hote hue maine apne aankhon se dekha hai
~ Indresh K
baki nsha mukti kendra se jada achha hai samay se sari workout krwae jate hai or doctor bhi achhe hai counselling bhi achhe se hota hai patient k sath pariwar ko bhi samjhaya jata hai.
~ Menka
Aapke yaha ke treatment se mere brother ko kafi fark pada ab wo apane kaam pe bhi jaana chalu kar diya mere ghar oe bhi sabhi khus hai ye dekh kar sukhriya aapke sanstha kaa.
~ Mohammad R
Mera pati pikar mujhe bhut Marta tha or mai bhi bhut preshan thi thanks chase aane ke bad ye bhut badl gye or khud se nsha chhodne ki koshish ki or aaj ham sukhi h thanks
~ Chandra K
Apne Priya janon ko sudharne ke liye bahut acchi Jagah Hai Ek Bar bhej or try jarur Karen Avatar Nasha Mukti Kendra mein aane ke bad Mera Ghar khushiyon se Bhar Gaya
~ Ruhi K
Nice rehabilitation centre good councling thankyou so much mam aapke guidance se me about achi life jee Raha hun thankyou all staf
~ Sumit B
good doctor nice place they give positive enrgy muje bahar niklne ke baad samjh aya thankyou call pe bhi aapke sugetion flow karta hun sir
~ Akash B
Bahut accha experience raha yaha ka ek relative ko bheja tha aaj wo bht sahi ho gaya hai thanks dr. Rashmi and team avtar nashamukti kendra
~ Alok D
Mai bhut Nasha karta tha avtar me aane ke baad mere man me achank se pariwartan hua or aaj mai 2saal se saaf hu or Mera pariwar or bachhe bhut khush hai
~ Uddipta D
Really such a graet place... Home like environment, great councilor, helped me to get rid off my weed addiction and my character defects too, food was awesome and the classes really helped me to get rid off my negative thoughts and emotions and lack of confidence...
~ Umesh G
Bahut badiya treatment suvidha for drug addiction ke liye thank you aap logo kaa bhai ko sahi rah dikhane ke liye
~ Bimlesh
Mere sir aapki wajha se thik ho Gaye thank you aap log bahut acha kaam Kar rahe hai dhanywaad aap sabhi kaa.
~ Chammu N
Counseling is good thankyou sir for new life aapke guidance ke wajah se me recover hun abhi tak thankyou sir
~ pratik K